• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai

Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai

jab bhi barish meri a.ankhon men utar jaati hai

badalon men tiri tasvir ubhar jaati hai

Dubna jin ko ho maqsud vo kab sochte hain

mauj kis samt se aati hai kidhar jaati hai

mere ehsas ki bina.i hai ḳhushbu us ki

aag ban kar meri rag rag men utar jaati hai

din vahi din hai jo biite tiri ummid ke saath

shab vahi shab jo tire saath guzar jaati hai

kaisi divar uTha di mire ham-sa.e ne

ab sada aati hai koi na udhar jaati hai

apne atraf andheron ko basa.e rakhiye

raushni in se zara aur nikhar jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zaban-E-KHalq Ko Chup Aastin Ko Tar Pa Kar

Sayon Se lipaT Rahe the Sae

Gulshan Hai Isi Ka Nam Agar Hairan Hun Bayaban Kya Hoga

poet

Shama-Ru Aashiq Ko Apne Yun Jalana Chahiye

Main Apne Gham Chhupana Chahti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet