• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Azm Ke Shoalon Ko Himmat Ne Hawa Di Hai

Jab Azm Ke Shoalon Ko Himmat Ne Hawa Di Hai

jab azm ke sho.alon ko himmat ne hava di hai

tufan ne hi sahil ki tasvir dikha di hai

sho.alon se gila kaisa bijli se shikayat kya

gulshan ke nigahban ne har shaḳh jala di hai

chaha tha karen un se kuchh shikva-e-be-mehri

lab hilne se pahle hi saugand khila di hai

ik vo bhi hain marte hain jo nang-e-vafa ban kar

har vaar pe ham ne to qatil ko dua di hai

kaanp uTTha hai jaane kyuun har tar-e-nafas ‘sumbul’

jab mere buzurgon ne jiine ki dua di hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raaz-E-Dil Dost Ko Suna baiThe

Main Apne Dil Ki Tarah Aaina Bana Hua Hun

Mausamon Wale Nae Dana O Pani Wale

poet

Ashk Hue Hain Abtar Aise Hum Ko Bahae dete Hain

Sharminda Unhen Aur Bhi Ai Mere KHuda Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet