• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kyun Ghar Mein Mere Dasht-O-Bayaban chhoD Kar

Jaane Kyun Ghar Mein Mere Dasht-O-Bayaban chhoD Kar

jaane kyuun ghar men mire dasht-o-bayaban chhoḌ kar

baiThti hain be-sar-o-samaniyan sar joḌ kar

kitni nazren kitni aasen kitni avazen yahan

lauT jaati hain dar-o-divar se sar phoḌ kar

jaane kis ki khoj men paiham bagule aaj kal

phir rahe hain shahr ki galiyon men sahra chhoḌ kar

mujh pe patthar phenkne valon ko tere shahr men

narm-o-nazuk haath bhi dete hain patthar toḌ kar

bas raha huun aaj us mahaul men ‘sajid’ jahan

log baraton men jaate hain janaze chhoḌ kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

etibar-sajid

Tilism-Zar-E-Shab-E-Mah Mein Guzar Jae

poet

Bhul Kar Hargiz Na Lete Hum Zaban Se Nam-E-Ishq

Gile Shikwe Ke Daftar Aa Gae Tum

seema-sharma-meeruthi

Haqiqat Zist Ki Samjha Nahin Hai

Sham Saja Ke Kya Karen Yaad Ka Ehtimam Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet