• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kya Hai Jise Dekho Wahi Dil-Gir Lage

Jaane Kya Hai Jise Dekho Wahi Dil-Gir Lage

jaane kya hai jise dekho vahi dil-gir lage

shahr ka shahr hi ab mo’taqid-e-mir lage

sub.h ashufta-mizajon ki pareshan-e-suḳhani

raat ik mar-e-siyah jaise inan-gir lage

ab to jis aankh ko dekho vahi pathra.i hui

ab to jis chehre ko avaz do tasvir lage

jaane kis shahr-e-tilismat men aa nikla huun

apne qadmon ki sada halqa-e-zanjir lage

yahi maqdur-e-masafat hai ki ḳheme jal jaa.en

yahi maqsum-e-safar hai ki koi tiir lage

zindagi bhar jinhen jaan kah ke pukara gaya ‘shauq’

vahi siine se mire surat-e-shamshir lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-tabish

Makan-Bhar Hum Ko Virani Bahut Hai

aftab-hussain

Tumhaare Baad Raha Kya Hai dekhne Ke Liye

Sar Pe Ab Saeban Nahin Pyare

Dil toD Kar Wo Dil Mein Pashiman Hua to Kya

Zamana DhunD Raha Tha Kidhar Gaya Pani

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet