• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / bichhaD Ke Un Se Mile to Kai Sawal Hue

bichhaD Ke Un Se Mile to Kai Sawal Hue

bichhaḌ ke un se mile to ka.i saval hue

bahut dinon se mo.attal the kab bahal hue

vo ek chehra jo kal se nazar nahin aaya

hamen laga ke use dekhe kitne saal hue

badan ko dasht banaya hai is liye ham ne

jo dil men aa.e the mashuq sab ghazal hue

hamare paas jise DhunDhte ho tum aa kar

zamana biit ga.e us ka intiqal hue

hamesha logon ko davat pe tum bulate ho

batao in men se kitne namak-halal hue

hamen tum ishq ke adab mat sikhaya karo

isi ḳharabe men apne safed baal hue

kisi ke ishq men dil ḳhuun ḳhuun hai ‘dilbar’

hamare ansuon ke rang ab to la.al hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abhinandan-pandey

Muddaa Jo Zehn Se Uttha Tha Wo Beja Na Tha

Dil Mein Ho Aas to Har Kaam Sambhal Sakta Hai

sahir-ludhianvi

Lab Pe Pabandi To Hai Ehsas Par Pahra To Hai

Kisi Mein Tab-E-Alam Nahin Hai Kisi Mein Soz-E-Wafa Nahin Hai

poet

Libas Gard Ka Aur Jism Nur Ka Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet