• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kis Kis Ka KHayal Aaya Hai

Jaane Kis Kis Ka KHayal Aaya Hai

jaane kis kis ka ḳhayal aaya hai

is samundar men ubaal aaya hai

ek bachcha tha hava ka jhonka

saaf paani ko khangal aaya hai

ek Dhela to vahin aTka tha

ek tu aur uchhal aaya hai

kal to nikla tha bahut saj-dhaj ke

aaj lauTa to niDhal aaya hai

ye nazar hai ki koi mausam hai

ye saba hai ki vabal aaya hai

ham ne socha tha javab aa.ega

ek behuda saval aaya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Tabiat Sukun Se Ghabrai

poet

Din Dhala Shab Hui Charagh Jale

Jhuke Hue peDon Ke Tanon Par Chhap Hai Chanchal Dhaare Ki

Pahle Tha Ashk-Bar Aaj Bhi Hai

poet

Yan Talak Ke Hai Tere Hijr Mein Fariyaad Ki Bas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet