• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Kaisa Sog Manaya Jata Hai

Jaane Kaisa Sog Manaya Jata Hai

jaane kaisa sog manaya jaata hai

kuchh qabron par diya jalaya jaata hai

kuchh jismon ki lazzat puuri karne ko

kuchh jismon ko khinch ke laaya jaata hai

vo ankhen pinjre men hoti hain jin ko

azadi ka ḳhvab dikhaya jaata hai

vasl to pahla raag hai sab ga lete hain

hijr kahan har ek se gaaya jaata hai

kuchh nuqte alfaz ki zinat hote hain

kuchh nuqton se kaam chalaya jaata hai

mumkin hai ki rone ka kuchh vaqt mile

barish ka imkan bataya jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Bewafa Hai Hamesha Hi Dil Dukhata Hai

Maut Ke Hathon to Mera Ye Badan Mar Jaega

Mil Chuka Mahfil Mein Ab Lutf-E-Shakebai Mujhe

poet

Jab Kisi Ne Aan Kar Dil Se Mere purKHash Ki

Har Chand zaKHm zaKHm Darida-Badan Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet