• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Bhi Tishna-Labi Tishna-Labi Hai Ai Dost

Aaj Bhi Tishna-Labi Tishna-Labi Hai Ai Dost

aaj bhi tishna-labi tishna-labi hai ai dost

kya na chhalkegi jo ankhon men bhari hai ai dost

jo kami pahle thi vo phir bhi kami hai ai dost

ye jo thoḌi si hansi zer-e-labi hai ai dost

aap ko dekh mire zauq-e-fana ko bhi dekh

ye tiri shishagari dard-sari hai ai dost

mai-e-gulfam men kuchh durd-e-tah-e-jam sahi

vo ḳhushi kaisi ḳhushi jis men kami hai ai dost

ḳhaak men rang-e-gulistan ko bhala dekh sakun

miri ankhon men agar itni nami hai ai dost

tab-e-parvaz thi jin ko vo ga.e bhi ‘mas.u’

ham kahan jaa.en ki be-bal-o-pari hai ai dost

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Kis Maqam Pe Thahra Hai Karwan-E-Wafa

kaDhaw Rakh Ke taKHayyul Pe Aasman Tale

Karte Hain Wahi Log Jahan Taza-Tar Aabaad

poet

Gardish-E-Jam Bhi Hai Raqs Bhi Hai Saz Bhi Hai

Pukara Nit-Nae Mehwar Badalne Walon Ne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet