• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaanan Gae Dinon Ka Talluq Bahaal Kar

Jaanan Gae Dinon Ka Talluq Bahaal Kar

janan ga.e dinon ka ta.alluq bahal kar

a.ina ban gaya huun miri dekh-bhal kar

apni hi rahguzar ke bujhata hai kyuun charagh

har raste se mera guzarna muhal kar

ik roz aisa ho ki charaghon ke ru-ba-ru

kuchh men hunar karun koi tu bhi kamal kar

tahvil-e-intizar men kab tak rahegi aankh

mere supurd meri nazar ka ma.aal kar

Dar hai kahin main dasht ki janib nikal na ja.un

baiTha huun apne paanv men zanjir Daal kar

‘mohsin’ bure dinon men naya dost kaun ho

hai jis ka pahla qarz usi se saval kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard baDhta Hi Rahe Aisi Dawa De Jao

poet

Ilahi Koi Hawa Ka Jhonka dikha de Chehra Uda Ke Aanchal

poet

Hijr Ka Chand Dard Ki Naddi

poet

Nazar Kisi Ko Wo Mu-E-Kamar Nahin Aata

poet

Ahbab Bhi Hain KHub Ki Tashhir Kar Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet