• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan Nazr-E-Shabab Ho Ke Rahi

Jaan Nazr-E-Shabab Ho Ke Rahi

jaan nazr-e-shabab ho ke rahi

zindagi kamyab ho ke rahi

meri janib jo uTh ga.i thi kabhi

vo nazar la-javab ho ke rahi

ishq men rah-e-rast bhi aksar

rah-e-pur-pech-o-tab ho ke rahi

ba.ad tauba ke aur bhi saaqi

meri halat ḳharab ho ke rahi

un ki mahfil men be-kasi meri

ba.is-e-inqalab ho ke rahi

fasl-e-gul men maze uḌa.enge

ye tamanna bhi ḳhvab ho ke rahi

dahr men ai ‘aziz’ apni vafa

aap apna javab ho ke rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Thi Ajab Hi Dastan Jab Tamam Ho Gai

abrar-ahmad

Mitti Thi Kis Jagah Ki

Kya Adu Kya Dost Sab Ko Bha Gain Ruswaiyan

Ranjishen Sab chhoD Din Sab Se laDai chhoD Di

Pahle to miTTi Ka Aur Pani Ka Andaza Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet