• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan-E-Gulshan Jo Hue Wo Gul-E-Tar Dekhe Hain

Jaan-E-Gulshan Jo Hue Wo Gul-E-Tar Dekhe Hain

jan-e-gulshan jo hue vo gul-e-tar dekhe hain

ham ne mausam ke hasin rang kidhar dekhe hain

tum se milte hain jo ham un ki tasalli ke liye

varna aise to bahut sham-o-sahar dekhe hain

alam-e-be-sar-o-saman nahin guzra tum par

tum ne kab aag men jalte hue ghar dekhe hain

hakim-e-vaqt dilon par thi hukumat un ki

ham ne aise bhi ka.i ḳhak-basar dekhe hain

apne hathon hi miTa dete hain ḳhud apna nishan

aise insan nahin dekhe magar dekhe hain

in gali-kuchon pe ye vaqt bhi aaya ‘manzar’

shahar valon ke badan ḳhuun men tar dekhe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ta-dasht-E-Adam Aah-E-Rasa Le Gai Mujhko

poet

Ek Jalwa Ek Naghma Ek Paimana Abhi

Manzil Pe Na Pahunche Use Rasta Nahin Kahte

a-g-josh

Ek Zara Tum Se Shanasai Hui

poet

Meri shanaKHt Ke Har Naqsh Ko miTata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet