• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan dena Bas Ek Ziyan Ka Sauda Tha

Jaan dena Bas Ek Ziyan Ka Sauda Tha

zehra-nigaah

jaan dena bas ek ziyan ka sauda tha

rah-e-talab men kis ko ye andaza tha

ankhon men didar ka kajal daala tha

anchal pe ummid ka taara tanka tha

hathon ki banken chhan chhan chhan hansti thiin

pairon ki jhanjhan ko ghussa aata tha

hava sakhi thi meri, rut ham-joli thi

ham tinon ne mil kar kya kya socha tha

har kone men apne aap se baten kiin

har pahchal par aine men dekha tha

shaam dhale aahat ki kirnen phuti thiin

suraj duub ke mere ghar men nikla tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Chehre Pe Dil Ko Guman Us Ka Tha

Aaina-E-KHayal Tha Aks-Pazir Raaz Ka

Ye Gham Phir Se Ubharta Ja Raha Hai

KHwab Tha Arman Tha Kya Kuchh Teri Palkon Pe Tha

Bedam Shah Warsi

Apni Hasti Ka Agar Husn Numayan Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet