• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaan Aise KHwabon Se Kis Tarah chhuDaun Main

Jaan Aise KHwabon Se Kis Tarah chhuDaun Main

jaan aise ḳhvabon se kis tarah chhuḌa.un main

shahr so gaya saara ab kise jaga.un main

pa.emal sabze par dekh kar gire patte

ab zamin se ḳhud ko kis tarah uTha.un main

in akeli raton men in akele raston par

kis ke saath aa.uun main kis ke saath ja.un main

ek hi si tanha.i ek hi sa sannaTa

dasht kya hai dil kya hai kya tujhe bata.un main

dekh kaise din aa.e dekh main na kahta tha

tu qarib bhi aa.e aur tujhe bula.un main

aaj sab men ghul-mil ja.un mujh ko kya ḳhabar kal tak

kis ko yaad aa.uun main kis ko bhuul ja.un main

kitne kaam duniya ne de diye mujhe ‘ja.afar’

ashk-e-gham gira.un main bar-e-gham uTha.un main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

dosto Kya Kya diwali Mein Nashat-O-Aish Hai

poet

Kyon KHayal-E-ruKH-E-Mahbub Ka Ehsan Hota

Chashm-E-Wa Hi Na Hui Jalwa-Numa Kya Hota

Shorish-E-Paiham Bhi Hai Afsurdagi-E-Dil Bhi Hai

Naqab Chehre Pe Baaten Luab-Dar Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet