• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Itni Shiddat Se Gale Mujhko Lagaya Hua Hai

Itni Shiddat Se Gale Mujhko Lagaya Hua Hai

itni shiddat se gale mujh ko lagaya hua hai

aisa lagta hai ki vaqt aḳhiri aaya hua hai

kyuun na is baat pe ho jaa.en ye ankhen pagal

niind bhi utri hui ḳhvab bhi aaya hua hai

ab ke holi pe laga rang utarta hi nahin

kis ne is baar hamen rang lagaya hua hai

sochta huun ki use ḳhud ko main in.aam karun

ek laḌki ne tira bhes banaya hua hai

aankh men beTi ke aaya tha magar dekho ‘ziya’

ek aansu ne hamen kitna rulaya hua hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahne Ko Sirf Jism Tha Zer-E-Zamin Raha

Kya Bachaun Tujhe Kya luTaun Tujhe muKHtasar Zindagi

poet

Ek shaKHs Ko Suna Tha Kabhi Bolte Hue

Dekho Abhi Lahu Ki Ek Dhaar Chal Rahi Hai

ismail-merathi

Wo Pairahan-E-Jaan Mein Jaan Hajla-E-Tan Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet