• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Itni Fursat Nahin Us Paikar-E-Pindar Ke Pas

Itni Fursat Nahin Us Paikar-E-Pindar Ke Pas

itni fursat nahin us paikar-e-pindar ke paas

ban ke aa.e vo masiha kisi bimar ke paas

gar yunhi vahshaten raqsan rahin dalanon men

koi saaya na rahega kisi divar ke paas

roz ankhon ko naya tarz-e-suḳhan milta hai

roz jaata huun kisi yar-e-tarah-dar ke paas

fasl-e-gham dekh ke nam-dida hua charḳh-e-falak

shayad ankhen hi nahin a.ina-bardar ke paas

meri divangi ḳhvabon se baghal-gir hui

dasht abad kiya jab kisi gulzar ke paas

rang-o-nik.hat ke ḳhazane bhi zamin-bos hue

chal ke ḳhud aane lagi ḳhushbu ḳharidar ke paas

ai ‘ḳhayal’ apne iradon ko tavana rakkho

muflisi aati nahin hai kisi fankar ke paas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apni Zad Par the khaDe Hum Ko to Bachna Kya Tha

hasrat-mohani

dil Ko Khayal-E-Yar Ne Makhmur Kar diya

poet

Ab to ruTh Jaane Ka Waqt Hi Nahin Milta

Apne Is Shauq Ka Izhaar Karen Bhi Ki Nahin

Jis Rose Se Apna Mujhe Idrak Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet