• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Isi Mein Khush Hun Mera dukh Koi To Sahta Hai

Isi Mein Khush Hun Mera dukh Koi To Sahta Hai

parveen-shakir

isi men khush huun mira dukh koi to sahta hai

chali chalungi jahan tak ye saath rahta hai

zamin-e-dil yunhi shadab to nahin ai dost

qarib men koi dariya zarur bahta hai

ghane darakhton ke girne pe ma-siva-e-hava

azab-e-dar-badri aur kaun sahta hai

na jaane kaun sa fiqra kahan raqam ho jaae

dilon ka haal bhi ab kaun kis se kahta hai

maqam-e-dil kahin abadiyon se hai bahar

aur is makan men jaise ki koi rahta hai

mire badan ko nami kha gai hai ashkon ki

bhari bahar men kaisa makan dhahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bul-Hawas Kam-Fahm Hai Wo Aadmi Nadan Hai

poet

Koi Kisi Ka Kahin Aashna Nahin dekha

bichhaD Ke Tujhse Mujhe Dukh to Hai Malal to Hai

Kuchh Parindon Ko to Bas Do Chaar Dane Chahiyen

imam-bakhsh-nasikh

Hue Rone Se Mere dida-E-Bedar Safed

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet