• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Se Paida Nawa-E-Zindagi Mein Zer-O-Bam

Ishq Se Paida Nawa-E-Zindagi Mein Zer-O-Bam

allama-iqbal

ishq se paida nava-e-zindagi men zer-o-bam

ishq se mitti ki tasviron men soz-e-dam-ba-dam

aadmi ke reshe reshe men sama jaata hai ishq

shakh-e-gul men jis tarah bad-e-sahar-gahi ka nam

apne raziq ko na pahchane to muhtaj-e-muluk

aur pahchane to hain tere gada daara o jam

dil ki azadi shahanshahi shikam saman-e-maut

faisla tera tire hathon men hai dil ya shikam

ai musalman apne dil se puchh mulla se na puchh

ho gaya allah ke bandon se kyuun khali haram

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Pahunch Saka Zamana Mere Haal Tak Na Pahunche

Qarar-E-Gud-Shuda Mere KHuda Kab Aaega

Har-Chand Tere Gham Ka Sahaara Bhi Nahin Hai

poet

Aurat Hun Magar Surat-e-Kohsar Khadi Hun

Manzilen Kya Bataen Main Kya Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet