• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Kab Ye Zaruri Hai Ki Roya Jae

Ishq Mein Kab Ye Zaruri Hai Ki Roya Jae

ishq men kab ye zaruri hai ki roya jaa.e

ye nahin dagh-e-nadamat jise dhoya jaa.e

dopahar hijr ki tapti hui sar par hai khaḌi

vasl ki raat ko shikvon men na khoya jaa.e

uljhe ab panja-e-vahshat na garebanon se

aaj use sina-a-a.ada men gaḌoya jaa.e

ek hi ghunT sahi aaj to pi le zahid

kuchh na kuchh zohd ki ḳhushki ko samoya jaa.e

jitne bhi daagh ra.unat ke hain dhul ja.enge

hauz-e-mai men tujhe shaiḳh aaj Duboya jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Mein Ho Ke Mubtila Dil Ne Kamal Kar Diya

poet

Jab Josh-E-Bahaaran Tha Un Chandni Raaton Mein

Sitara Ek Bhi Baqi Bacha Kya

Dekh Koh-E-Na-Rasa Ban Kar Bharam Rakkha Tera

asrarul-haq-majaz

Jigar Aur dil Ko Bachana Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet