• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai

Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai

ishq men har nafas ibadat hai

maz.hab-e-ishq adamiyat hai

ik zamana raqib hai mera

jab se hasil tiri rifaqat hai

zindagi naam ranj-o-gham hi sahi

phir bhi kis darja ḳhubsurat hai

ik mohabbat bhari nazar ke siva

aur kya ahl-e-dil ki qimat hai

chand muḳhlis jahan ikaTTha huun

vo jagah ahl-e-dil ki jannat hai

kaun suljha.e gesu-e-dauran

apni uljhan se kis ko fursat hai

ek duniya tabah kar Daale

ek zarra men aisi taqat hai

sitam-dost ho ki lutf dost

jo bhi mil jaa.e vo ghanimat hai

un ko dekhenge be-hijab ‘hafiz’

shauq-e-didar agar salamat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aazim-kohli

Silsile Sab Ruk Gae dil Hath Se Jata Raha

Iqrar-E-Wafa Ummid-E-Karam Kuchh Kah Na Sake Kuchh Bhul Gae

Tah-Ba-Tah Hai Raaz Koi Aab Ki Tahwil Mein

aisha-ayyub

Yun Bhi Ras Aai Nahin Uski Wafa Tum Rakh Lo

Shafiq Mausamon Ko Humne Ru-Siyah Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet