• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ka Pahla Bab Chal Raha Hai

Ishq Ka Pahla Bab Chal Raha Hai

ishq ka pahla baab chal raha hai

qais zer-e-ḳhitab chal raha hai

paḌh ke dukh-dard ki kitab bata

kis ka kitna hisab chal raha hai

ansuon ki jhaḌi na lag jaa.e

aaj mausam ḳharab chal raha hai

tiir koi ḳhata nahin hoga

tu abhi kamyab chal raha hai

be-sabab to hansi nahin aati

dil men kuchh to janab chal raha hai

ana-jana laga hai nindon ka

TukḌe TukḌe men ḳhvab chal raha hai

mujh se tum aise guftugu karte

mera Time ḳharab chal raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ko Na Dil Pe Naz Ho Naz Tere uThae Kyun

peD Tabir Ke Hare Hote

Us Se Ji Bhar Ke Mili Dad-E-Tamanna Mujhko

ismail-merathi

dar-Asl Kahan Hai Ikhtilaf-E-Ahwal

Jab Tak Charagh-E-Sham-E-Tamanna Jale Chalo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet