Ishq Fani Na Husn Fani Hai ishq faani na husn faani hai un ka har lamha javedani hai dekh rindon pe itna ta.an na kar dekh rut kis qadar suhani hai shaiḳh faani sahi ye dhar magar teri jannat faqat kahani hai ek be-kaif sa tasalsul hai koi gham hai na shadmani hai
Leave a Reply