• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Shola-KHu Ki Tarah bigaDta Nahin Koi

Is Shola-KHu Ki Tarah bigaDta Nahin Koi

is shola-ḳhu ki tarah bigaḌta nahin koi

tezi se itni aag pakaḌta nahin koi

vo chehra to chaman hai magar saneha ye hai

us shaḳh-e-lab se phuul hi jhaḌta nahin koi

ḳhud ko baḌha-chaḌha ke batate hain yaar log

halanki is se farq to paḌta nahin koi

logon ka kya hai aaj mile kal bichhaḌ ga.e

gham do ghaḌi bhi mujh se bichhaḌta nahin koi

majburi-e-hayat hai varna zamin par

ḳhush ho ke eḌiyan to ragaḌta nahin koi

jis tarah yaad chhoḌ gaya mere dil men tu

is umdagi se la.al bhi juḌta nahin koi

kahte hain log dekh ke is haal men mujhe

apne ḳhilaf jang to laḌta nahin koi

‘ruhi’ tujhe bhi laag rahi hai zamane se

be-vaj.h to kisi se bigaḌta nahin koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Sath Ho to Lagta Hai Mahshar Hai Sath Sath

Main Apni Aankh Ko Us Ka Jahan De Dun Kya

Sheikh Saadi

Story 26- The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Ana Ko Apne Hi Hathon Se Qatl Kar Jata

poet

Hasil Us Mah-Laqa Ki did Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet