• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Se Pahle Ki Mujhe Waqt Alahida Rakh De

Is Se Pahle Ki Mujhe Waqt Alahida Rakh De

is se pahle ki mujhe vaqt alahida rakh de

mere honTon pe mire naam ka bosa rakh de

halq se ab to utarta nahin ashkon ka namak

ab kisi aur ki gardan pe ye duniya rakh de

raushni apni shabahat hi bhula de na kahin

apne suraj ke sirhane mira saaya rakh de

tu kahan le ke phiregi miri taqdir ka bojh

meri palkon pe shab-e-hijr ye taara rakh de

mujh se le le mire qiston pe ḳharide hue din

mere lamhe men mira saara zamana rakh de

ham jo chalte hain to ḳhud banta chala jaata hai

laakh miTTi men chhupa kar koi rasta rakh de

ham ko azadi mili bhi to kuchh aise ‘nasik’

jaise kamre se koi sehn men pinjra rakh de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jism Mein KHun Ki Rawani Ka Maza Aaega

akhtar-shirani

Barkha-Rut

Jis Taraf Dekhiye Bazar Udasi Ka Hai

Main Uski Anjuman Mein Akela Nahin Gaya

Meri Fariyaad Suno Aao Bacha Lo Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet