• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Samundar Mein Sanbhal Kar Hi Utarna Warna

Is Samundar Mein Sanbhal Kar Hi Utarna Warna

poet

is samundar men sanbhal kar hi utarna varna

ishq par sab hi kahenge tujhe varna varna

dekhne ki to ijazat hai magar dhyan rahe

us ki ankhon men kisi ne na sanvarna varna

quvvat-e-siql hai jo apni taraf khinchti hai

kab bulandi se utarta bhala jharna varna

sirf kajal ki lakiren hi bhali lagti hain

us ki ankhon men koi rang na bharna varna

hai ijazat ki sabhi zaḳhm bharo marham se

haan magar dhyan ki ik zaḳhm na bharna varna

hijr men zabt karo jitna ho mumkin ya phir

TuTna aise ki har samt bikharna varna

ishq ik aag ka dariya to hai sach hai lekin

koi diqqat ho to phir pul se guzarna varna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

farah-iqbal

Koi Jab Mil Ke Muskuraya Tha

Aain Kyon Hichkiyan Nahin Malum

Har Taraf Mauj-E-Bala Ki Si Rawani Dekhi

Dil Se Kah Aahen Na Har Aan Bhare

aziz-bano-darab-wafa

Zara Mushkil Se Samjhenge Hamare Tarjuman Hum Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet