• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ki Haalat Bigad Rahi Hai Kyun

dil Ki Haalat Bigad Rahi Hai Kyun

razia-halim-jang

dil ki halat bigad rahi hai kyuun

har nafas mujh ko be-kali hai kyuun

dil lagata hai bas sada teri

be-qarari ye badh rahi hai kyuun

us ke kuche men umr guzri phir

kucha-e-yar ajnabi hai kyuun

jism zanjir ho bhi sakta hai

ruuh azad hai ruki hai kyuun

ab ye samjhi huun jab bani jaan par

markaz-e-jan tiri gali hai kyuun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Hai Mani Parda-E-Alfaz Se Bahar to Aa

poet

Ashk Aankhon Mein dar Se La Na Sake

Sufi

Bakhshe Phir Us Nigah Ne Arman Nae Nae

ghunT Pani Ke Sondhe Sondhe The

Tab Nahin Sukun Nahin Dil Nahin Ab Jigar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet