• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Intiha Sabr-Azmai Ki

Intiha Sabr-Azmai Ki

poet

intiha sabr-azmai ki

hai darazi shab-e-judai ki

hai burai nasib ki ki mujhe

tum se ummid hai bhalai ki

naqsh hai sang-e-astan pe tire

dastan apni jubba-sai ki

tum se kuchh mil ke khush hua huun ki huun

dahr men hasrat ashnai ki

hai fughan baad-e-imtihan-e-fughan

phir shikayat hai na-rasai ki

kya na karta visal-e-shadi-e-marg

tum ne kyuun mujh se kaj-adai ki

raaz khulte gae mire sab par

jis qadar us ne khud-numai ki

kitne aajiz hain ham ki paate hain

bande bande men lau khudai ki

rah gaiin dil men hasraten ‘salik’

aa gai umr parsai ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaar Jaanib Se Sada Aai Meri

Ahl-E-suKHan Bataen Mujhe Martaba Mera

Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai

poet

Jumbish-a-Abru-E-Qatil Kabhi Aisi to Na Thi

Sufi

Tan-Man Sun Jo dekhiya Jawe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet