• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Iblagh Ke Badan Mein Tajassus Ka Silsila

Iblagh Ke Badan Mein Tajassus Ka Silsila

adil-mansuri

iblagh ke badan men tajassus ka silsila

tuuta hai chashm-e-khvab men hairat ka aaina

jo asman ban ke musallat saron pe tha

kis ne use zamin ke andar dhansa diya

bikhri hain piili ret pe suraj ki haddiyan

zarron ke intizar men lamhon ka jhumna

ehram tutte hain kahan sang-e-vaqt ke

sahra ki tishnagi men abul-haul hans pada

ungli se us ke jism pe likkha usi ka naam

phir batti band kar ke use dhundta raha

shiryanen khinch ke tuut na jaaen tanav se

mitti pe khul na jaae ye darvaza khuun ka

maujen thiin shoalagi ke samundar men tund-o-tez

main raat bhar ubharta raha dubta raha

alfaz ki ragon se maani nichod le

fasid mavad kaghzi ghode pe daal aa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dard-E-Dil Moatabar Bhi Hota Hai

kapDe Apne Ghar Ke Hain

Achchhe Kabhi Bure Hain Haalat Aadmi Ke

Shab-E-Siyah Se Niklega Mahtab Koi

tanveer-anjum

Aag Ki Kahaniyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet