• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hunar-Wari Ko Na Shoala Na Rakh Dagh Bana

Hunar-Wari Ko Na Shoala Na Rakh Dagh Bana

hunar-vari ko na sho.ala na raakh daagh bana

jo dil men lau hai use sher men charagh bana

vahin se ishq-e-musalsal se aa.egi ḳhushbu

alag-thalag hi sahi koi apna baagh bana

parinde baiThe hue the shajar ke pahlu men

ki shor-o-ghul ka sabab ek ghol-e-zagh bana

bana raha huun main ik naqsh teri chahat ka

kabhi to dil ye bana hai kabhi dimagh bana

usi ke naam ki taḳhti ne rahnuma.i ki

vahi to gum-shuda ‘manzar’ ka ik suragh bana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Masti Mein Ab Rahta Hun

poet

Ye Naqsh Aisa Nahin Hai Jise miTaun Main

Sar-Ba-Sar shaKH-E-Dil Hari Rahegi

Rah Se Mujhko haTa Kar Le Gaya

Ek Hi KHat Mein Hai Kya Haal Jo Mazkur Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet