• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humse Na Hogi Tark-E-Wafa Ye Aur Kisi Ko Sunaen Aap

Humse Na Hogi Tark-E-Wafa Ye Aur Kisi Ko Sunaen Aap

poet

ham se na hogi tark-e-vafa ye aur kisi ko sunaen aap

ham na sunenge hazrat-e-naseh laakh hamen samjhaen aap

sharm-o-haya ke parde men karte the ham pe jafaen aap

aap ko ham pahchan gae munh anchal se na chhupaen aap

zulf ka tere in se koi mazmun jo raqam ho jaata hai

fart-e-khushi se le leta huun hathon ki apne bulaen aap

vah-ji va bas dekh liya kya vaza ki hai yahi pabandi

kahte is ko hain sharm-o-haya ham jaan se jaaen na aaen aap

sun chuke hal-e-pursish-e-mahshar vaaz ki ‘anjum’ had bhi hai

ye to nahin hai hukm-e-khuda roz ek qayamat dhaen aap

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dushman-E-Jaan Bhi Wahi Hasil-E-Arman Bhi Wahi

Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai

poet

Aapko Mujhse KHafa Mujhse KHafa Dekhta Hun

Agle Panch Dinon Tak Jina Chahta Hun

Na Aarzuon Ka Chand Chamka Na Qurbaton Ke Gulab Mahke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet