• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Pai Lazzat-E-Didar Lekin Dur Se

Humne Pai Lazzat-E-Didar Lekin Dur Se

ham ne paa.i lazzat-e-didar lekin duur se

un ki surat dekh li sau baar lekin duur se

vo dikhate hain hamen ruḳhsar lekin duur se

is ka matlab hai ki kar lo pyaar lekin duur se

us ne jancha mera dard-e-dil magar aaya na paas

us ne dekha mera hal-e-zar lekin duur se

rauzan-e-divar se hasrat bhari ankhen laḌin

ho ga.iin un se nigahen chaar lekin duur se

us ne aane ka kiya hai qaul lekin ta-ba-dar

us ne milne ka kiya iqrar lekin duur se

paas ‘muztar’ kis tarah jaate hujum-e-yas men

ho gaya un ka hamen didar lekin duur se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kaun Dil Hai Ki Tere Dard Mein Bimar Nahin

Gulon Pe KHak-E-Mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin

Jurat-E-Izhaar Ka Uqda Yahan Kaise Khule

Jab Koi Bhi KHaqan Sar-E-Baam Na Hoga

Ek Barahman Ne Kaha Hai Ki Ye Sal Achchha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet