• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Nazdik Bhulane Ka Bhi Fan Rakkha Tha

Humne Nazdik Bhulane Ka Bhi Fan Rakkha Tha

ham ne nazdik bhulane ka bhi fan rakkha tha

hijr men dil ko bhi kuchh mast-magan rakkha tha

ye bhi sach hai ki tujhe dil se gharaz thi hi nahin

varna to jism men paivast hi man rakkha tha

kab baghavat pe utar aa.e yahan kaun sa phuul

bas yahi soch ke qaabu men chaman rakkha tha

janta kaise tujhe jhankta andar kaise

tujh ko ta.aviz ke jaise to pahan rakkha tha

jab nakirain ne chaha ki mujhe le jaa.en

ruuh gha.eb thi kahin aur badan rakkha tha

jis ko ab pyaar se jiine ka sabab kahte hain

ham ne us yaad ka ik naam ghuTan rakkha tha

ham ka.i qism ke lahjon ke bahut qaa.il hain

haan magar apna jo andaz-e-suḳhan rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Hara Jazira Bhi Paniyon Se Aage Hai

Kai Aks Mah-E-Tamam the Mujhe Kha Gae

poet

Tera Wada Tha Wada Rah Gaya Hai

Shab-E-Firaq Jo Dil Mein KHayal-E-Yar Raha

Sufi

Bad-Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet