• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Tujhse Koi Baat Bhi Karne Ke Nahin The

Hum Tujhse Koi Baat Bhi Karne Ke Nahin The

poet

ham tujh se koi baat bhi karne ke nahin the

imkan bhi halat sanvarne ke nahin the

bhar Daala unhen bhi miri bedar nazar ne

jo zaḳhm kisi taur bhi bharne ke nahin the

ai ziist idhar dekh ki ham ne tiri ḳhatir

vo din bhi guzare jo guzarne ke nahin the

kal raat tiri yaad ne tufan vo uThaya

aansu the ki palkon pe Thaharne ke nahin the

un ko bhi utara hai baḌe shauq se ham ne

jo naqsh abhi dil men utarne ke nahin the

ai gardish-e-ayyam hamen ranj bahut hai

kuchh ḳhvab the aaise ki bikharne ke nahin the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmed-nisar

Ishq Mein Barbaad Hone Ke Siwa Rakkha Na Tha

Ek Sharar-E-Girafta-Rang Hun Main

sahir-ludhianvi

dekha Hai Zindagi Ko Kuchh Itna Qarib Se

Aap Apni Naqab Hai Pyare

Sufi

Ek Khalish Ko Hasil-e-Umr-e-Rawan Rahne diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet