• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum To Yun Khush The Ki Ek Tar Gareban Mein Hai

Hum To Yun Khush The Ki Ek Tar Gareban Mein Hai

ahmad-faraz

ham to yuun khush the ki ik taar gareban men hai

kya khabar thi ki bahar is ke bhi arman men hai

ek zarb aur bhi ai zindagi-e-tesha-ba-dast

saans lene ki sakat ab bhi miri jaan men hai

main tujhe kho ke bhi zinda huun ye dekha tu ne

kis qadar hausla haare hue insan men hai

fasle qurb ke shoalon ko hava dete hain

men tire shahr se duur aur tu mire dhyan men hai

sar-e-divar farozan hai abhi ek charagh

ai nasim-e-sahari kuchh tire imkan men hai

dil dhadakne ki sada aati hai gahe-gahe

jaise ab bhi tiri avaz mire kaan men hai

khilqat-e-shahr ke har zulm ke ba-vasf ‘faraz’

haae vo haath ki apne hi gareban men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sar-Kashi Ko Jab Humne Ham-Rikab Rakhna Hai

Ye Aasman Zamin Ke honT Chumta Hua Na Ho

ismail-merathi

Yaad Teri Yaad Hai Nam-E-Khuda

Is Ibtida Ki Saliqe Se Intiha Karte

Kuchh Din Guzre Aali-Sahib Aali-Ji Kahlate The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet