• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum To Gawah Hain Ki Ghalat Tha Likha Gaya

Hum To Gawah Hain Ki Ghalat Tha Likha Gaya

shabnam-shakeel

ham to gavah hain ki ghalat tha likha gaya

kya faisla hua tha magar kya likha gaya

ye kaisi munsifi thi ki munsif ke ru-ba-ru

jhuti shahadaton ko bhi sachcha likha gaya

maktub-e-gham hamara padha hi nahin gaya

varna to us men haal tha saara likha gaya

mulzim ko bhi to milta hai kuchh bolne ka haq

phir kyuun nahin bayan hamara likha gaya

ham chup rahe ki faisla saara tha tai-shuda

yaani jo muddai ne likhaya likha gaya

banti kisi bhi harf ki pahchan kis tarah

jo bhi likha gaya vo adhura likha gaya

bhuli nahin vo zulm ki ‘shabnam’ sar-e-furat

atish ko aab dasht ko dariya likha gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Hain TuTe Hue Hum Hain Haare Hue

Samad Ko Sarapa Sanam Dekhte Hain

Ghash Bhi Aaya Meri Pursish Ko Qaza Bhi Aai

Aap Aate to Baat Banti Bhi

Jab Usko Soch Ke Dekha to Ye Kamal Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet