• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Koi Nadan Nahin Ki Bachchon Ki Si Baat Karen

Hum Koi Nadan Nahin Ki Bachchon Ki Si Baat Karen

aziz-bano-darab-wafa

ham koi nadan nahin ki bachchon ki si baat karen

jiina koi khel nahin hai baitho tuk ki baat karen

shiv to nahin ham phir bhi ham ne duniya bhar ke zahr piye

itni kadvahat hai munh men kaise mithi baat karen

ham ne sab ko muflis pa ke tod diya dil ka kashkol

ham ko koi kya de dega kyuun munh-dekhi baat karen

ham ne kab ye gur sikha ham thahre sidhe-sade log

jis ki jaisi fitrat dekhen us se vaisi baat karen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha diya Hota

Mere Siwa Bhi Koi Giraftar Mujh Mein Hai

Suraj Ke Sath Sath Ubhaare Gae Hain Hum

abdul-hamid-adam

Kharabaat-e-Manzil Gah-e-Kahkashan Hai

ahmad-nadeem-qasmi

dua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet