Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
a-g-josh

Hum Hi Zarre Ruswai Se

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: A G Josh
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

ham hi zarre rusvai se

kya shikva harjai se

ishq men akhir khaar hue

laakh chale danai se

girvida karte hain phuul

rangon aur raanai se

milte hain anmol ratan

sagar ki gahrai se

jhuut ke khol men baitha huun

darta huun sachchai se

‘josh’ ne sikhi hai parvaz

sirf tiri angdai se

More Poems

Bas Gaya Jab Se Yar Aankhon Mein

Bahut Be-Zar Hoti Ja Rahi Hun

dasht Mein Wadi-e-Shadab Ko Chhu Kar Aaya

Main Yar Ka Jalwa Hun

dil-dardon Hun Haari Wo Yar

Taide Nainan Tir Chalaya

Kis Ko Apna Haal Sunaen Aap Bataen

Kabe Ka Shauq Hai Na Sanam-Khana Chahiye

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.