• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Dahr Ke Is Virane Mein Jo Kuchh Bhi Nazara Karte Hain

Hum Dahr Ke Is Virane Mein Jo Kuchh Bhi Nazara Karte Hain

ham dahr ke is virane men jo kuchh bhi nazara karte hain

ashkon ki zaban men kahte hain aahon men ishara karte hain

kya tujh ko pata kya tujh ko ḳhabar din raat ḳhayalon men apne

ai kakul-e-giti ham tujh ko jis tarah sanvara karte hain

ai mauj-e-bala un ko bhi zara do chaar thapeḌe halke se

kuchh log abhi tak sahil se tufan ka nazara karte hain

kya janiye kab ye paap kaTe kya janiye vo din kab aa.e

jis din ke liye ham ai ‘jazbi’ kya kuchh na gavara karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dam-Ba-Dam Gardish-E-Dauran Ka Ghumaya Hua shaKHs

Aain-E-Asiri Ke Ye Mear Nae Hain

Watan Se Dur Ai Pyare Parinde

KHazana Lutf Ka Jaise Nafas Nafas Mein Tha

Wafa Ka Shauq Ye Kis Intiha Mein Le Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet