• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum bichhaD Ke Tum Se Baadal Ki Tarah Rote Rahe

Hum bichhaD Ke Tum Se Baadal Ki Tarah Rote Rahe

ham bichhaḌ ke tum se badal ki tarah rote rahe

thak ga.e to ḳhvab ki dahliz par sote rahe

log lahje ka suhana-pan suḳhan ki naghmagi

shahr ki abadiyon ke shor men khote rahe

kyuun mata-e-dil ke luT jaane ka koi gham kare

shahr-e-dilli men to aise vaqiye hote rahe

surḳhiyan aḳhbar ki galiyon men ghul karti rahin

log apne band kamron men paḌe sote rahe

mahfilon men ham rafiq-e-raz-dan samjhe ga.e

ghar ke angan men magar tanha.iyan bote rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Badal Badal Ke Wahi Suraten Dikhae Kahin

Main Hun Meri Chashm-E-Tar Hai Raat Hai Tanhai Hai

Na Sunne Mein Na Kahin Dekhne Mein Aaya Hai

Hamari Gardish-E-Pa Raston Ke Kaam Aai

ahmad-faraz

Ghanim Se Bhi Adawat Mein Had Nahin Mangi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet