• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Be-Gharon Ke Dil Mein Jagati Hai Dar Gali

Hum Be-Gharon Ke Dil Mein Jagati Hai Dar Gali

ham be-gharon ke dil men jagati hai Dar gali

soti hai aadhi raat ko jab be-ḳhabar gali

mujh ko to jan-bujh ke bhaTka diya gaya

sarkar ka makan kahan aur kidhar gali

kuchh saal qabl mere bhi hisse men aa.i thi

ik dil-nashin shaam aur ik muntazar gali

chal to paḌa huun shauq-e-makan men tire magar

aage se band ye bhi milegi agar gali

siine se teri yaad laga kar main so gaya

har-chand shor karti rahi rat-bhar gali

ik arse ba.ad udhar se jo mera guzar hua

tum bin sabhi udaas mile ḳhaas kar gali

anjan shahr men tha akela nikal paḌa

‘zishan’ tujh ko zehn men rakhni thi har gali

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Guzarte Din Ke Dukhon Ka Pata to Deta Tha

Kisi Ke Subh Kei Muskan Hona

KHud Tark-E-Muddaa Par Majbur Ho Gaya Hun

Diwana-Pan Aur Bekari Milti Hai

taashshuq-lakhnavi

Mahfil Se Uthane Ke Saza-War Hamin The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet