• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Soche Shauq Se Soche Aaj Aur Kal Ke Bare Mein

Duniya Soche Shauq Se Soche Aaj Aur Kal Ke Bare Mein

duniya soche shauq se soche aaj aur kal ke baare men

main kyuun apna chain ganva.un us pagal ke baare men

sang-e-marmar ki qabron men mahv-e-ḳhvab the ham donon

kal shab dekha ḳhvab ajab sa taj-mahal ke baare men

aḳhir us ki sukhi lakḌi ek chita ke kaam aa.i

hare-bhare qisse sunte the jis pipal ke baare men

mere shital man ki jvala ko to aur bhi bhaḌkaya

log na jaane kya kahte hain ganga-jal ke baare men

aansu ban kar TuuT gaya tha jo sapnon ki palkon se

saat yugon se soch raha huun main us pal ke baare men

chumo ghunghaT khol ke chumo us dulhan ke honTon ko

ye apna dastur hai mai ki har botal ke baare men

vo jo kuTiya Daal raha hai virane men shahr se duur

saara shahr pareshan kyuun hai us pagal ke baare men

‘prem’ bhari mahfil men koi daad nahin fariyad nahin!

chup si hai vo jan-e-ghazal bhi meri ghazal ke baare men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lala-O-Gul Mein Bikhar Jaenge Hum

poet

Deta Hai Koi Dil Pe Lagatar Dastaken

poet

Main Kya KHush Un Ke KHwab Mein Aane Se Ho Gaya

Chhup Ke Duniya Se Sawad-E-Dil-E-KHamosh Mein Aa

Rahmaton Se Ghar Sajaane Mah-E-Ramazan Aa Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet