• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera

Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera

bana.e zehn parindon ki ye qatar mira

isi nazare se kuchh kam ho intishar mira

jo main bhi aag men hijrat ka tajraba karta

muhajiron hi men hota vahan shumar mira

phir apni ankhen saja.e hue main ghar aaya

safar ik aur raha ab ke ḳhush-gavar mira

tamam umr to ḳhvabon men kaT nahin sakti

bahut dinon to kiya us ne intizar mira

ye mera shahr miri ḳhamiyon se vaqif hai

yahan kisi ko na aa.ega e’tibar mira

ye log sirf miri zindagi ke dushman hain

mujassama ye bana.enge shandar mira

miri bisat se ‘az.har’ bahut ziyada thiin

tavaqquat jo rakhta tha mujh se yaar mira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sach Hai Ki Aah-E-Sard Meri Be-Asar Nahin

Kya Sarokar Ab Kisi Se Mujhe

Na Thin to Dur Kahin Dhyan Mein paDi Hui Thin

Ek Diya Dil Mein Jalata Hai Chala Jata Hai

Nashtar-E-Gham Jo Rag-E-Jaan Mein Utar Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet