• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha

Ai Dost Main KHamosh Kisi Dar Se Nahin Tha

ai dost main ḳhamosh kisi Dar se nahin tha

qaa.il hi tiri baat ka andar se nahin tha

har aankh kahin daur ke manzar pe lagi thi

bedar koi apne barabar se nahin tha

kyuun haath hain ḳhali ki hamara koi rishta

jangal se nahin tha ki samundar se nahin tha

ab us ke liye is qadar asan tha sab kuchh

vaqif vo magar sa.i mukarrar se nahin tha

mausam ko badalti hui ik mauj-e-hava thi

mayus main ‘bani’ abhi manzar se nahin tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Shahr-E-Gul KHash-O-KHashak Ho Gaya Kaise

Naya Suraj Naya Dariya Nai Kashti Banate Hain

aisha-ayyub

Mere Hathon Mein Ubhra Hai Ye Naqsha Kis Tarah Ka Hai

Raat Andar Utar Ke Dekha Hai

poet

Ya to Wo Qurb Tha Ya Dur Hua Jata Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet