• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Apne Ishq Ki Babat Kuchh Ehtimal Mein Hain

Hum Apne Ishq Ki Babat Kuchh Ehtimal Mein Hain

ham apne ishq ki babat kuchh ehtimal men hain

ki teri ḳhubiyan ik aur ḳhush-ḳhisal men hain

tamiz-e-hijr-o-visal is maqam par bhi hai

hisab-e-rah-e-mohabbat men garche haal men hain

koi bhi paas nahin to tira ḳhayal na gham

ba-qaul-e-pir-e-jahan-dida ham visal men hain

bahut zaruri nahin hai ki tu sabab Thahre

ye baat apni jagah ham kisi malal men hain

guzishta saal raha jin pe tang arsa-e-vaqt

vo saare ḳhvab ba-ta.abir ab ke saal men hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Ijz-E-Ahl-E-Sitam Ki Baat Karo

Kis Shai Pe Yahan Waqt Ka Saya Nahin Hota

Bala Ki Pyas Thi Hadd-E-Nazar Mein Pani Tha

simaT simaT Si Gai Thi Zamin Kidhar Jata

shah-naseer

Main Zoaf Se Jun Naqsh-E-Qadam Uth Nahin Sakta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet