• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Agar Dasht-E-Junun Mein Na Ghazal-KHwan Hote

Hum Agar Dasht-E-Junun Mein Na Ghazal-KHwan Hote

ham agar dasht-e-junun men na ghazal-ḳhvan hote

shahr hote bhi to avaz ke zindan hote

zindagi tere taqaze agar asan hote

kitne abad jazire hain ki viran hote

tu ne dekha hi nahin pyaar se zarron ki taraf

aankh hoti to sitare bhi numayan hote

arzuon se jo paiman-e-vafa ham rakhte

sanehe zaḳhm bhi hote to gulistan hote

ishq hi sho.ala-e-imkan-e-sahar hai varna

ḳhvab ta.abir se pahle hi pareshan hote

mazi-o-dosh ka har daagh hai farda ka charagh

kaash ye sham-o-sahar sirf dil-o-jan hote

zabt-e-tufan ki tabi.at hi ka ik ruḳh hai ‘zamir’

mauj avaz badal leti hai tufan hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Manzar Badalta Ja Raha Hai

poet

Gham Ne Dilon Ko Ram Kiya Aur Guzar Gaya

Ajab Hua Ki Mujhe Maut Se Hayat Hui

Teri Be-ruKHi Meri Maut Thi Hua Iltifat Kabhi Kabhi

Sisak Lete Hain Gahe Nala-O-Zari Nahin Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet