• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hue Karwan Se Juda Jo Hum Rah-E-Ashiqi Mein Fana Hue

Hue Karwan Se Juda Jo Hum Rah-E-Ashiqi Mein Fana Hue

poet

hue karvan se juda jo ham rah-e-ashiqi men fana hue

jo gire to naqsh-e-qadam bane jo uThe to bang-e-dara hue

kabhi daagh khate hi aah ki kahin aah karte hi ro diye

kabhi ham chaman ki hava hue kabhi ham hava ki ghaTa hue

jo hava-e-dard bikhar ga.i nazar un ki saaf badal ga.i

jo asir-e-halqa–naz the vo qatil-e-tegh-e-ada hue

hama-tan kabhi hue dard-o-gham hama-tan kabhi hue sabr ham

kabhi aap apna maraz hue kabhi aap apni dava hue

hua ba.ad-e-vasl ajab maza ki ḳhamosh baiThe juda juda

hama-tan main sabr-o-sukun hua hama-tan-o-sharm-o-haya hue

uThe ham jo ḳhvab-o-ḳhayal se lage takne dida-e-jal se

ki vo kab uThe vo kidhar ga.e abhi paas the abhi kya hue

ye qadam qadam pe jamenge paanv ki baḌh sakoge na aage tum

ho tumhare kuche ki ḳhaak men kahin dafn ahl-e-vafa hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pyasa Jo Mere KHun Ka Hua Tha so KHwab Tha

Ijazat Kam Thi Jine Ki Magar Mohlat Ziyaada Thi

poet

Bagh-E-Alam Mein Hai Be-Rang Bayan-E-Waiz

Ameer Khasro

Kahe Ko Biyahe Bides

ahmad-husain-mail

Allah Mataa-E-Zindagani Mil Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet