• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hue Aaj Budhe Jawani Mein Kya The

Hue Aaj Budhe Jawani Mein Kya The

poet

hue aaj budhe javani men kya the

jab utthe the zaanu se haath ashna the

jahan ki to har chiiz men ik maza tha

na samjhe ki kis shai ke ham mubtala the

na kafir se khilat na zahid se ulfat

ham ik bazm men the pa sab se juda the

na tha mere jangal men azad koi

bagule bhi paband-e-zulf-e-hava the

mazar-e-gharib taassuf ki ja hai

vo sote hain phirte jo kal ja-ba-ja the

bana kar bigada hamen kyuun jahan men

ye sab harf kya sahv-e-kilk-e-qaza the

kiye akhiri naale do-char main ne

vahi naale bang-e-shikast-e-dara the

khuda jaane duniya men kis ko thi rahat

‘havas’ ham to jiine se apne khafa the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Apni Ruh Ke Upar Azab Dekhte Hain

Jaan Muqaddar Mein Thi Jaan Se Pyara Na Tha

Hath Mein Jab Tak Qalam Tha Tajribe Likhte Rahe

Harf Raushan the Numayan Dard Ki Tahrir Thi

Dil Lagane Ki Sar-E-Am Saza Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet