• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hote Hi Jawan Ho Gae Paband-E-Hijab Aur

Hote Hi Jawan Ho Gae Paband-E-Hijab Aur

hote hi javan ho ga.e paband-e-hijab aur

ghunghaT ka izafa hua bala-e-naqab aur

jab main ne kaha kam karo a.in-e-hijab aur

farmaya baḌha dunga abhi ek naqab aur

piine ki sharab aur javani ki sharab aur

hushyar ke ḳhvab aur hain madhosh ke ḳhvab aur

gardan bhi jhuki rahti hai karte bhi nahin baat

dastur-e-hijab aur hain andaz-e-hijab aur

paani men shakar ghol ke piita to hai ai shaiḳh

ḳhatir se mila de miri do ghunT sharab aur

saaqi ke qadam le ke kahe jaata hai ye shaiḳh

thoḌi si sharab aur de thoḌi si sharab aur

‘sa.el’ ne saval us se kiya jab bhi ye dekha

milta nahin gaali ke siva koi javab aur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kishwar-naheed

Kabhi Bhulaya Nahin Yaad Bhi Kiya Nahin Hai

aijaz-asad

Chaar Su Intishaar Hai Kya Hai

akhlaq-ahmad-ahan

Mein Mahfil-e-Hayat Mein Hairan Sa Raha

poet

Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka

adeel-zaidi

Hum Apna Aap Lutane Kahan Pe Aa Gae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet