• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hinai Jalti Poren Sabr Ka Phal Dil Ka Darwaza

Hinai Jalti Poren Sabr Ka Phal Dil Ka Darwaza

hina.i jalti poren sabr ka phal dil ka darvaza

sikuḌti dastaken hairat muqaffal dil ka darvaza

kahin par habs ka mehvar kahin ujlat havaon ki

kahin par bijli pahne oḌhe badal dil ka darvaza

mahakti aas ki divar se kaa.i ukhaḌti hai

bane jab sar ki chunari aur anchal dil ka darvaza

tanab-e-ḳhema-e-ehsas ki vahshat sameTega

agar khul jaa.e sahra par mukammal dil ka darvaza

tamanna-e-sada matlub aghushta ba-ḳhun-manzar

ḳhamosh-o-ḳhasta ik muddat se pagal dil ka darvaza

bhaTakti aankh gham hairat aziyyat reshmi parde

ulajhti niind aiThan ḳhvab maḳhmal dil ka darvaza

paraya hijr ḳhamiyaze ki uljhan malgaje ‘irshad’

sisakta vasl kalak aankh ojhal dil ka darvaza

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Ishq Samjhe The Jis Ko Wo Shayad

Jab Tera Intizar Hota Hai

poet

dil Liya Jis Ne Bewafai Ki

poet

Man-Mauji Hai Ek dagar Mein Rahta Hai

ruKH Pe Gesu Jo Bikhar Jaenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet