• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ho Na Betab Ada Tumhaari Aaj

Ho Na Betab Ada Tumhaari Aaj

momin-khan-momin

ho na betab ada tumhari aaj

naaz karti hai be-qarari aaj

ud gaya khaak par ghubar apna

ho gai khaak khaksari aaj

nazaa hai aur roz vaada-e-vasl

hai bahar-taur dam-shumari aaj

mana-e-qatl kyuun hua dushman

jaan hi jaegi hamari aaj

tere aate hi dam men dam aaya

ho gai yaas umid-vari aaj

koi bheje hai dil ko pahlu men

kis ne ki us se ham-kinari aaj

us ke shikve se hai asar zahir

kuchh to kahti hai ah-o-zari aaj

ik nai aarzu ka khuun hua

ham hain aur taaza sogvari aaj

chhut gae mar ke nesh-e-hijran se

kaam aae hai zakhm-e-kari aaj

bekasi kyuun hai naash par majmaa

kya hui tu miri piyari aaj

bhule hazrat nasihat ai naseh

hai kisi ki to yadgari aaj

‘momin’ us but ko dekh aah bhari

kya hua laf-e-din-dari aaj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hisar-E-Zat Se Nikal Ke Be-Kanar Hum Hue

poet

Wabaal-E-Jaan Har Ek Baal Hai Myan

Ghair Se Unki Mulaqat Kahan Thi Pahle

abbas-tabish

di Hai Wahshat To Ye Wahshat Hi Musalsal Ho Jae

Tumhaari to Bas angDai Hui Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet