• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hisar Ke Sabhi Nizam Gard Gard Ho Gae

Hisar Ke Sabhi Nizam Gard Gard Ho Gae

hisar ke sabhi nizam gard gard ho ga.e

ham apne apne jism men ḳhala-navard ho ga.e

ravaniyan sifar huiin masafaten khanDar huiin

najat ke tamam shahkar sard ho ga.e

hava-e-jan ka kya miyan uTha ga.i uḌa ga.i

jame na the badan men ham ki phir se gard ho ga.e

ibaraton men aa basi ajiib rut sukut ki

qalam ki shaḳh ke tamam barg zard ho ga.e

na puchh ham se kya hua hayat ka ‘riyaz’ ka

davam chhu gaya unhen to kard kard ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Chahte Ho So Kahte Ho Chup Rahne Ki Lazzat Kya Jaano

syeda-shan-e-meraj

Yun To Ikhlas Mein Is Ke Koi dhoka Bhi Nahin

ahmad-mahfuz

Log Kahte The Wo Mausam Hi Nahin Aane Ka

Main Hun Zinda Bas Is Fasane Tak

Talluq toD Kar Uski Gali Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet